SONG: Tujhme Ishvar, Allah Tujhme, Tujhme Jesus Paya - तुझमें इश्वर, अल्लाह तुझमें, तुझमें जीसस पाया

Tujhme Ishvar, Allah Tujhme, Tujhme Jesus Paya - तुझमें इश्वर, अल्लाह तुझमें, तुझमें जीसस पाया

LYRICS:
tujhme ishvar, allah tujhme, tujhme jesus paya bachche me hai bhagvan bachche me hai rahman bachcha jesus ki shan bachche me hai bhagvan bachche me hai rahman bachcha jesus ki shan geeta isme, baaibal isme, isme hai quran geeta isme, baaibal isme, isme hai quran bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bachche me hai bhagvan mandir maszid aur girje me jiska nur samaya jiska nur samaya ek nanhi si jaan me chhup ke vo apne ghar aaya vo apne ghar aya papi man ko pavan karti iski har muskan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bachche me hai bhagvan gyani jag me phut badhaye bachha mel karaae bachha mel karaae ham jaise bhule-bhatko ko sidhi raah dikhaye sidhi raah dikhaye iske bholepan par sadke duniya bhar ka gyan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bachche me hai bhagvan din-dharm aur jaat-paat ka bachha bhed na jane bachha bhed na jane apne ko sabka samajhe sabko apna mane sabko apna mane ishvar ko pana chahe to bachhe ko pahchan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan bolo bachcha hai mahan jag me bachcha hai mahan