SONG: Tujhko Rakhe Ram Tujhko Allah Rakhe - तुझको रखे राम तुझको अल्लाह रखे

Tujhko Rakhe Ram Tujhko Allah Rakhe - तुझको रखे राम तुझको अल्लाह रखे

LYRICS:
dede dede allah ke naam pe dede, international fakir aaye hai tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe de data ke naam tujhko allah rakhe de data ke naam tujhko allah rakhe tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe are dinar nahi to, dollar chalega are kamiz nahi to kamiz ka collar chalega lekin dede international fakir ko shaikh barahanmula pandey, sabke ek matti ke bhande shaikh barahanmula pandey, sabke ek matti ke bhande ved wahi, puran wahi hai,ved wahi, puran wahi hai ram vahi hai, rahman wahi hai kisi ka daman tham tujhko allah rakhe kisi ka daman tham tujhko allah rakhe de data ke naam tujhko allah rakhe tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe are kaha chhup gaya hai tu kathor dekh tere chahne wale dar dar bhatak rahe hai chale pad gaye hai pav me gore uske kale uske, purab paschhim wale uske gore uske kale uske, purab paschhim wale uske sabme usi ka nur samaya,sabme usi ka nur samaya kaun hai apna kaun paraya sabko kar parnam tujhko allah rakhe sabko kar parnam tujhko allah rakhe de data ke naam tujhko allah rakhe tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe mai pardesan rah na janu mai pardesan rah na janu badte gam ki thah na janu mai pardesan rah na janu, badte gam ki thah na janu log paraye desh begana, log paraye desh begana kahi mila na tera thikana subah se ho gayi shyam, tujhko allah rakhe subah se ho gayi shyam, tujhko allah rakhe de data ke naam tujhko allah rakhe tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe tujhko rakhe ram tujhko allah rakhe