SONG: Tujhe Suraj Kahu Ya Chanda - तुझे सूरज कहूं या चंदा

Tujhe Suraj Kahu Ya Chanda - तुझे सूरज कहूं या चंदा

LYRICS:
tujhe suraj kahu ya chanda, tujhe dip kahu ya tara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara tujhe suraj kahu ya chanda, tujhe dip kahu ya tara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara mai kab se taras raha tha, mere angan me koyi khele nanhi si hansi ke badle, meri sari duniya le le tere sang jhul raha hai, meri baho me jag sara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara tujhe suraj kahu ya chanda, tujhe dip kahu ya tara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara aaj ungli thamke teri, tujhe mai chalna sikh lau kal hath pakadna mera, jab mai buddha ho jau tu mila toh maine paya, jina ka naya sahara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara tujhe suraj kahu ya chanda, tujhe dip kahu ya tara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara mere bad bhi is duniya me, jinda mera nam rahega jo bhi tujhko dekhega, tujhe mera lal kahega tere rup me mil jayega, mujhko jivan do bara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara tujhe suraj kahu ya chanda, tujhe dip kahu ya tara mera nam karega roshan, jag me mera raj dulara