SONG: Tujhe Lattu Banaa Du Teri Dori Ko Ghuma Ke - तुझे लट्टू बना दूँ तेरी डोरी को घुमा के

Tujhe Lattu Banaa Du Teri Dori Ko Ghuma Ke - तुझे लट्टू बना दूँ तेरी डोरी को घुमा के

LYRICS:
tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke mai hu sayani mujhe bholi na samjhna mai hu sayani mujhe bholi na samjhna tujhe masti tujhe masti me la du abhi chutki bazake tujhe masti me la du abhi chutki bazake tujhe lattu bana du jo mera ghungata ude to samjho sau sau mare jo mera ghungata ude to samjho sau sau mare jo meri bindiya chamki to samjho so so mare teri duniya badal du teri duniya badal du ek thumka laga ke teri duniya badal du ek thumka laga ke tujhe lattu bana du ho tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke tujhe lattu bana du jo mera dhulka pala shehr me mach gaya halla jo mera dhulka pala shehr me mach gaya halla hajaro lekar aaye kaganwa jhumka chhalla teri chhuti kara du teri chhuti kara du apni nathani hila ke teri chhuti kara du apni nathani hila ke tujhe lattu bana du ho tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke tujhe lattu bana du jo meri chudi boli sabhi ki niyat doli jo meri chudi boli sabhi ki niyat doli hansi jo mai sharmake lagi kitno ko goli tujhko fansi laga du tujhko fansi laga du apni lat me fansa ke tujhko fansi laga du apni lat me fansa ke tujhe lattu ho tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke tujhe lattu bana du teri dori ko ghuma ke mai hu sayani mujhe bholi na samjhana mai hu sayani mujhe bholi na samjhana tujhe masti me la du abhi chutki bazake tujhe lattu bana du