SONG: Tujhe Kiya O Kitna Mana - तुझे किया ओ कितना मना

Tujhe Kiya O Kitna Mana - तुझे किया ओ कितना मना

LYRICS:
tujhe kiya o kitna mana chori chori ye tera dekhna uii allah sab log samjh gaye uii allah sab log samjh gaye tujhe kiya o kitna mana chori chori ye tera dekhna uii allah sab log samjh gaye uii allah sab log samjh gaye bindiya hanse lajaaye kajra bairi kangna khanke laakh chhupaya fir bhi khul gaye bhed ye saare man ke teri nazar to daga kar gayi teri kasam main to mar gayi duniya ye sari muskaaye haay dil mera sharam se duba jaaye haay uii allah sab log samjh gaye uii allah sab log samjh gaye tujhe kiya o kitna mana chori chori ye tera dekhna uii allah sab log samjh gaye uii allah sab log samjh gaye dekh ke tujhko dil dhadke bin dekhe raha na jaaye dil ki haalat aisi ho to kya koi samjhaaye tere bina karaar nahi o tera koi etbaar nahi kyu mujhko itna sataye haay julmi re kyu aise tadpaaye haay uii allah sab log samjh gaye uii allah sab log samjh gaye tujhe kiya o kitna mana chori chori ye tera dekhna uii allah sab log samjh gaye uii allah sab log samjh gaye