SONG: Tujhe Dekha Tujhe Chaha Tujhe Puja Maine - तुझे देखा तुझे चाहा तुझे पूजा मैने

Tujhe Dekha Tujhe Chaha Tujhe Puja Maine - तुझे देखा तुझे चाहा तुझे पूजा मैने

LYRICS:
tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya anginat salo se meri tujhse ik pahchan hai ab gale mil jao aakar itna hi arman hai anginat salo se meri tujhse ik pahchan hai ab gale mil jao aakar itna hi arman hai tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya shisha-e-dil me chupa hai o sitamgar tera pyar jab jara gardan jhukayi dekh li tasvir-e-yar shisha-e-dil me chupa hai o sitamgar tera pyar jab jara gardan jhukayi dekh li tasvir-e-yar tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tere anchal se lipat kar ruh ye nagma gayegi jan bhi nikalegi jis dam ye hi kahati jayegi tere anchal se lipat kar ruh ye nagma gayegi jan bhi nikalegi jis dam ye hi kahati jayegi tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaha tujhe puja maine bas itani khata hai meri aur khata kya