SONG: Tujhe Aawaz Deti Hai Tadap Kar Zindagi - तुझे आवाज़ देती हैं तड़प कर जिंदगी

Tujhe Aawaz Deti Hai Tadap Kar Zindagi - तुझे आवाज़ देती हैं तड़प कर जिंदगी

LYRICS:
tujhe aawaz deti hain tujhe aawaz deti hain tadap kar zindagi meri jara tu dekh ja ek baar aakar bebasi meri tujhe aawaz deti hain bahaye aankh ne aansu wo manjar yaad to aaya udhar wo samne the aur idhar thi bebasi meri tujhe aawaz deti hain nahi kuch dosh duniya ka jo duniya ne sitam dhaye sitam dhaye nahi kuch dosh duniya ka jo duniya ne sitam dhaye sitam dhaye udani thi mukkadar ne mohabbat me hasi meri tujhe aawaz deti hain bichhad kar tujhse jeena maut hain o zindagi wale tere kadmo me jo gujre wahi hai zindagi meri tujhe aawaz deti hain