SONG: Tufano Se Khele Meri Naav - तुफानो से खेले मेरी नावो

Tufano Se Khele Meri Naav - तुफानो से खेले मेरी नावो

LYRICS:
tufano se khel meri naavo haiya haiya ho haiya haiya sar na fodo maujo ko samjhao haiya haiya haiya aa aa aa aa gam nahi hain jo tej hain dhara gam nahi hain jo tej hain dhara deta hain tufa dil ko sahara deta hain tufa dil ko sahara chaho to mil jayegi, inhi maujo me kinara maujo me kinara maujo ke jhulo me jhule jao haiya haiya ho haiya haiya tufano se khel meri naavo haiya haiya ho haiya haiya aa aa aa aa mana bichha hain jaal bhanwar ka mana bichha hain jaal bhanwar ka paar utrna hain kaam jigar ka paar utrna hain kaam jigar ka kahte hain jise jindagi, jamana hain safar ka jamana hain safar ka sahil aa jayega bat jao haiya haiya ho haiya haiya tufano se khel meri naavo haiya haiya ho haiya haiya