SONG: Tufaan Men Ghiri Hain Meri Taqadir Ki Raahein - तूफ़ाँ में घिरी हैं मेरी तक़दीर की राहें

Tufaan Men Ghiri Hain Meri Taqadir Ki Raahein - तूफ़ाँ में घिरी हैं मेरी तक़दीर की राहें

LYRICS:
tufaan me ghiri hai meri taqdir ki raahe, taqdir ki raahe roti hai mere haal pe savan ki ghataye, savan ki ghataye tufaan me ghiri hai meri raste pe chalun kaun se dil tu hi bata de raste pe chalun kaun se dil tu hi bata de manzil meri benaam hai manzil meri benaam hai tu raah dikha de duniya me mili hai mujhe jine ki sazayein, jine ki sazayein tufaan me ghiri hai meri jitni bhi hame paas vo manzil nazar aayi jitni bhi hame paas vo manzil nazar aayi utni hi hame aur bhi utni hi hame aur bhi mushkil nazar aayi ye gam bhi pareshan hai kya haal bataye, kya haal batayein tufaan me ghiri hai meri taqdir ki raahein, taqdir ki raahein tufaan me ghiri hai meri