SONG: Tu Samne Aaya - तू सामने आया हमारा हो गया

Tu Samne Aaya - तू सामने आया हमारा हो गया

LYRICS:
tu saamne aya humara ho gaya tu saamne aya humara ho gaya ek dard meetha ek dard meetha dil mein paida ho gaya zindagi mein pyar na maine kiya de diya hai dil tujhe pardesiya pardesiya haan jo humara tha tumhara ho gaya ho gaya ek dard meetha dil mein paida ho gaya taar dil ke toot kar gati na thi taar dil ke toot kar gati na thi ab to man ke phool bhi bhate nahi ab to man ke phool bhi bhate nahi haan kya bataaye pyar mein kya ho gaya ho gaya kya bataaye pyar mein kya ho gaya ho gaya ek dard meetha dil mein paida ho gaya ye mohabbat mein mili mujhko sajaa ye mohabbat mein mili mujhko sajaa dil hai jaltaa or aata hai majaa dard bhi ab mujhko pyara ho gaya ho gaya dard bhi ab mujhko pyara ho gaya ho gaya ek dard meetha dil mein paida ho gaya tu saamne aya humara ho gaya