SONG: Tu Pyar Mange Pyar De Du - तू प्यार मांगे प्यार दे दूँ

Tu Pyar Mange Pyar De Du - तू प्यार मांगे प्यार दे दूँ

LYRICS:
tu pyaar maange pyaar de du tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya tere hi rang mein main gujariya rangne aayi chunariya tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya ghunghat mein naina hai naino mein kajraa hai paaon mein paayal paayaliya mein dori ghnghat mein naina hai naino mein kajraa hai paaon mein paayal paayaliya mein dori saj ke sajaa ke aayi mein gori sun ke tori bansuriya tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya chhup ke zamane se nikli bahane se chhup ke zamane se nikli bahane se sir pe bhaari gagariyaa uthaye us pe ye kaanta pag mein haaye phir bhi dol dagariya tu pyaar maange pyaar de du tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya main to more piya main to more piya ho jaaun kya se kya ang se jo mohe tu laga le main to more piya ho jaau kya se kya ang se jo mohe tu laga le rakh de muraliy rakh de muraliy aa mohe utha le main hu teri baawariya tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya tere hi rang mein main gujariya rangne aayi chunariya tu pyaar maange pyaar de du o saawariya o baanke saawariya