SONG: Tu Prem Nagar Kaa Sadhu - तू प्रेम नगर का साधू

Tu Prem Nagar Kaa Sadhu - तू प्रेम नगर का साधू

LYRICS:
tu pram nagar ka saadhu chalakar jadu mera dil lut liya oye mera dil lut liya tu rup nagar ki rani badi mastani mera dil lut liya haye mera dil lut liya dekhan ko gaya tha, chalti ka naam gadi jab ticket na mila to ham dekh aaya anadi sabkhuch tumne dekha, na dekhi hunter wali hunter wali se mister darte hai akhkhi charlie sabkhuch hamne dekha, na dekhi hantar wali tu pram nagar ka saadhu chalakar jadu mera dil lut liya oye mera dil lut liya tu rup nagar ki rani badi mastani mera dil lut liya hoye mera dil lut liya aa tere baap ka makan saiya bada aalishan puchhe mere abba jaan kiraya kitna leke pura khandan aaja banke mahman main na puchhu meri jaan tune khaya kitna pyar ke sholo mein tere, main jalunga ek din chhod ke duniya jahnnum ko chaluga ek din chhod ke duniya jahnnum ko chaluga ek din tumhare sang, tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor ha re piya jaise patang pichhe dor chand chhupa aur kutte bhonke raat gajab ki aayi soch samajh kar milne aana dekh na le hamsayi o dekh na le hamsayi unche unche bangle ki diware saiya faand ke ji faand ke main aaungi tere liye tange apni tod ke main aaungi tere liye tange apni tod ke