SONG: Tu Mere Pyar Ka Phul Hai Ke Meri Bhul Hai - तू मेरे प्यार का फूल है के मेरी भूल है

Tu Mere Pyar Ka Phul Hai Ke Meri Bhul Hai - तू मेरे प्यार का फूल है के मेरी भूल है

LYRICS:
tu mere pyar ka phul hai ke meri bhul hai kuch kah nahi sakti par kisi ka kiya tu bhare ye sah nahi sakti tu mere pyar ka phul hai ke meri bhul hai kuch kah nahi sakti par kisi ka kiya tu bhare ye sah nahi sakti meri badnami tere sath palegi sath palegi sun sun tane meri kokh jalegi haye kokh jalegi meri badnami tere sath palegi sath palegi sun sun tane meri kokh jalegi haye kokh jalegi kanto bhare hai sab raste tere waste jiwan ki dagar me kaun banega tera aashara bedard nagar me tu mere pyar ka phul hai ke meri bhul hai kuch kah nahi sakti par kisi ka kiya tu bhare ye sah nahi sakti puchhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe fenka hua paap kahega paap kahega puchhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe fenka hua paap kahega paap kahega banke rahegi sharmindgai teri jindagi jab tak tu jiyega aaj pilau tujhe dudh main kal jahar piyega tu mere pyar ka phul hai ke meri bhul hai kuch kah nahi sakati par kisi ka kiya tu bhare ye sah nahi sakti