SONG: Tu Mera Humdard Hai - तू मेरा हमदर्द है

Tu Mera Humdard Hai - तू मेरा हमदर्द है

LYRICS:
pal do pal ki hi kyun hai zindgi is pyaar ko hai sadiyan kaafi nahi to khuda se maang lu mohlat main ek nayi rehna hai bas yaha ab door tujhse jaana nahi jo tu mera humdard hai jo tu mera humdard hai suhana har dard hai jo tu mera humdard hai teri muskurahatein hai takat meri mujhko inhi se ummeed mili chahe kare koyi sitam ye jahan inme hi hai sada hifazat meri zindgaani badi khubsurat hui jannat ab aur kya hogi kahi jo tu mera humdard hai jo tu mera humdard hai suhana har dard hai. jo tu mera humdard hai teri dhadhkanon se hai zindgi meri khwahishein teri ab duaye meri kitna anokha bandhan hai ye teri meri jaan jo ek hui lautunga yaha tere paas main ha vaada hai mera mar bhi jaaun kahi jo tu mera humdard hai jo tu mera humdard hai suhana har dard hai jo tu mera humdard hai humdard hai humdard hai humdard hai humdard hai