SONG: Tu Mahalo Ka Chhota Munna - तू महलो का छोटा मुन्ना

Tu Mahalo Ka Chhota Munna - तू महलो का छोटा मुन्ना

LYRICS:
tu mahalo ka chhota munna tu mahalo ka chota munna main mahlo ki rani main mahlo ki munri me meri baat nirali tu mahalo ka chhota munna tu mahalo ka chota munna main mahlo ki rani main mahlo ki munri me meri baat nirali mera ghoda mera ghoda udkar ke taaro ki duniya me jayega chanda ki kirno ko apne sath padkar layega in mahalo me chanda ki nani bhara karegi pani tu mahalo ka chota munna main mahlo ki rani main mahlo ki munri me meri baat nirali tu mahalo ka chota munna yeh surang yeh surang ke sang raas rachayega sada shuhagn wali ko wo apne pass bulayega maa ki dekho jal ki pariya choti ghughant wali meri baat nirali tu mahalo ka chota munnna main mahlo ki rani main mahlo ki munri me meri baat nirali tu mahalo ka chota munna mera ghoda mera ghoda inderdhanush ke palko par chad jayega satrangi baadal ke upar apna mahal banayega duniya suna karegi hardam iski amar kahani main mahlo ki rani tu mahalo ka chota munnna main mahlo ki rani main mahlo ki munri me meri baat nirali tu mahalo ka chota munna