SONG: Tu Laajawaab Tu Bemisaal - तू लाजवाब तू बेमिसाल

Tu Laajawaab Tu Bemisaal - तू लाजवाब तू बेमिसाल

LYRICS:
tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani kya main kya pyar mera hai teri meharbani tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani kya main kya pyar mera hai teri meharbani tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani chhodo ishare bolo jubaan se kya tumne ye baate sikhi kahan se chhodo ishare bolo jubaan se kya tumne ye baate sikhi kahan se ye to tere pyar ka kamaal hai sanam duniya badal gayi hai badla jahan yaani ye meri mastiyan hai aaj teri pyar ki nishani tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani kya main kya pyar mera hai teri meharbani tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani lahrake aaya kya mausam suhana achcha dil ki lagi ka aaya jamana lahrake aaya kya mausam suhana dil ki lagi ka aaya jamana leke aaya pyar ye bahaar ka samma dil me na pyar ho to kya ye rut suhani dil me na ho mohabbat to bhala kis kaam ki jawani tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani kya main kya pyar mera hai teri meharbani tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani kuch mil gaya hai kuch kho gaya hai kya ye mujhko jane ye haay kya ho gaya hai kuch mil gaya hai kuch kho gaya hai ye mujhko jane haay kya ho gaya hai tune meri jaan mujhe hairan kar diya sirat nayi nayi hai surat magar purani mere dil me mere hontho pe tere pyar ki nishani tu laajawaab tu bemisaal dilbar ya dilbar jaani