SONG: Tu Kahe Maharashtra Mera Ye Dharati Hindustan Ki - तू कहे महाराष्ट्र मेरा ये धरती हिंदुस्तान की

Tu Kahe Maharashtra Mera Ye Dharati Hindustan Ki - तू कहे महाराष्ट्र मेरा ये धरती हिंदुस्तान की

LYRICS:
tu kahe maharashtar tera, wo kahe gujrat mera ek ka punjab ghar hai, ek ka madrash dera aag me jalta bihar, josh me bangal hai us taraf dekho ke sarhad par khada bhochal hai mat karo tukde watan ke mat bano fir se gulam ek dil hum ek lahu hum, ek hamari subah sham rang kitne hi hamare ek magar taswir hai jo hame bandhe wo dhaga hai nahi zanzeer hai ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki ye dharti hindustan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki na meri hai na teri hai beti kisi kisan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki gujrati ya sikh, marathi, bangali ya madrashi jo bhi ho tum bad me ho pehle ho bharat wasi geeta ke bando sang guje aa ik baat kuran ki geeta ke bando sang guje aa ik baat kuran ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki na meri hai na teri hai beti kisi kisan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki deta hai aawaz himalay ganga tumhe bulati hai tum wo hasti jise dekh kar maut ko bhi maut aati hai pujan karo watan ki mitti surat hai bhagwan ki pujan karo watan ki mitti surat hai bhagwan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki na meri hai na teri hai beti kisi kisan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki dekho ghar ke hi chirag se ghar me aag na lag jaye taj, ajanta ke aangan me chor na koi ghus jaye ek bano ghar do darar is tute hue makan ki ek bano ghar do darar is tute hue makan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki na meri hai na teri hai beti kisi kisan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki na meri hai na teri hai beti kisi kisan ki ye dharti hindustan ki, ye dharti hindustan ki