SONG: Tu Kaha Hai Balam Mere Aa Ja - तू कहाँ हैं बलम मेरे आ जा

Tu Kaha Hai Balam Mere Aa Ja - तू कहाँ हैं बलम मेरे आ जा

LYRICS:
tu kaha hai balam mere aa ja mere dil ki kali ko khila ja tu kaha hai kya karu jo ye rut hai suhani kya karu jo ye rut hai suhani meri tujh bin hai suni jawani meri tujh bin hai suni jawani ho mujhe apna darsh dikhla ja tu kaha hai balam mere aaja mere dil ki kali ko khila ja tu kaha hai mai to tere hi man me chhupa hu mai to tere hi man me chhupa hu tere jiwan me khoya hua hu tere jiwan me khoya hua hu ho sake to mera bhed pa ja mere dil ki kali ko khila ja tu kaha hai maine dhunda bahut par na paya maine dhunda bahut par na paya maine apne ko kaisa chupaya maine apne ko kaisa chupaya ab to naino me mere sama ja tu kaha hai balam mere aaja mere dil ki kali ko khila ja tu kaha hai apne jiwan ko rangi bana le apne jiwan ko rangi bana le ab mai chupti hu tu mujhko pale ab mai chupti hu tu mujhko pale phir mai rani hu aur tu hai raja mere dil ki kali ko khila ja tu kaha hai tu kaha hai