SONG: Tu Kaha Chali Kuchh Bol Nadi Ki Dhara - तू कहाँ चली कुछ बोल नदी की धारा

Tu Kaha Chali Kuchh Bol Nadi Ki Dhara - तू कहाँ चली कुछ बोल नदी की धारा

LYRICS:
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara mujhko to mila kinara mujhko to mila kinara tu kal kal kar kya gati hain tu kal kal kar kya gati hain bichhudan ki katha sunati hain bichhudan ki katha sunati hain tu aansu jal ki bahati chal tu aansu jal ki bahati chal mujko to mila sahara tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara mujhko to mila kinara mujhko to mila kinara paashano ke man ghayal hain lahro ke chanchal payal hain pashano ke man ghayal hain lahro ke chanchal payal hain main tujhe batau, bata mujhe tu kau tera piye pyara tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara mujhko to mila kinara mujhko to mila kinara maine mahal banaya apana maine mahal banaya apana sakar hua sukh sapana sakar hua sukh sapana hain preet yahi main jeet gayi hain preet yahi main jeet gayi jabse maine man hara jabse maine man hara tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara mujhko to mila kinara mujhko to mila kinara