SONG: Tu Jo Dil Leke Mere Piche Aayega - तू जो दिल लेके मेरे पीछे पीछे आयेगा

Tu Jo Dil Leke Mere Piche Aayega - तू जो दिल लेके मेरे पीछे पीछे आयेगा

LYRICS:
tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna o kya karu mai lage tera mukh bada khub re khub re, mukh bada khub re o mai kya janu jake kisi bawadi me dub re dub re, bawadi me dub re bawadi ka pani matiyala ho jayega bawadi ka pani matiyala ho jayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna tu jo mere ghar aaye to dungi mai gali tu jo mere ghar aaye to dungi mai gali daro mere bhai se wo bada hai mavali tera bhai tera bhai wo to mera sala ho jayega tera bhai wo to mera sala ho jayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna hota hai to hone de mohalle me ghotala sali ko bula le chahe sale ko bula la nakhre me nakhre me sabke masala ho jayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna shadi mujhse karni hai to mujhe na batao jake meri maiya ko bato me fasao sau rupaye pagar ho to doso batao ghar me mere aane se ujala ho jayega ghar me mere aane se ujala ho jayega mere ma aur bap ka diwala ho jayega dekhna oye oye dekhna tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega dekhna muhalle me ghotala ho jayega dekhna oye oye dekhna