SONG: Tu Jahan Jayegi Mai Wahan Aaunga - तू जहां जायेंगी मैं वहाँ आऊंगा

Tu Jahan Jayegi Mai Wahan Aaunga - तू जहां जायेंगी मैं वहाँ आऊंगा

LYRICS:
tu jaha jayegi mai waha aaunga ek din mai tujhe sath le jaunga mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe tujhe tujhe tu jaha jayegi mai waha aaunga ek din mai tujhe sath le jaunga mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe dil mera toda mujhe kahi ka na choda tujhe chhod ke kaha mai ab jaunga tune thukraya mujhe bada tadpaya mujhe ek din tujhe tadpaunga dil mera toda mujhe kahi ka na choda tujhe chhod ke kaha mai ab jaunga tune thukraya mujhe bada tadpaya mujhe ek din tujhe tadpaunga aa jal ke jalaunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe tu jaha jayegi mai waha aaunga ek din mai tujhe sath le jaunga mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe tu nashe me chur hai jawani ka sarur hai ye jawani ka sarur mai mitaunga bigde sanam mujhe pyar ki kasam tu nashe me chur hai jawani ka sarur hai ye jawani ka sarur mai mitanunga bigde sanam mujhe pyar ki kasam tujhe kadmo me pyar ke jhukaunga tujhe rashte pe launga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe tu jaha jayegi mai waha aaunga ek din mai tujhe sath le jaunga mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe tujhe tujhe tu jaha jayegi mai waha aaunga ek din mai tujhe sath le jaunga mai kya hu bataunga tujhe pyar karna sikhaunga tujhe