SONG: Tu Ishq Se Dar Bemaut Na Mar - तू इश्क से डर बेमौत ना मर

Tu Ishq Se Dar Bemaut Na Mar - तू इश्क से डर बेमौत ना मर

LYRICS:
tu ishq se dar bemaut na mar ke ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi ye wo jadu hai jiska mara hua mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi tu ishq se dar bemaut na mar ke ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi ye wo jadu hai jiska mara hua mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi nahi koi dillagi dekho dil ka lagana dil ka lagana ho dil ka lagana dil dekar meri jaa pade pachhtana pade pachhtana, pade pachhtana har majnu aankh lada ke hua diwana hua diwana, hua diwana jal bhun kar khakh hua khakh hua har ek parwana jal bhun kar khakh hua khakh hua har ek parwana tu ishq se dar bemaut na mar ke ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi ye wo jadu hai jiska mara hua mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi kar hath nishani khwaab biyabano ki biyabano ki, biyabano ki ujdi rahi duniya phir bhi armano ki ho armano ki, ho armano ki us hir ko ranjh mila nahi ranjha lekar kis soni ne sukh paya hai dil dekar haye dil dekar tu ishq se dar bemaut na mar ke ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi ye wo jadu hai jiska mara hua mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi