SONG: Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Me Shaamil Hai (By Hemlata) - तू इस तरह से मेरी ज़िंदगी में शामिल है

Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Me Shaamil Hai (By Hemlata) - तू इस तरह से मेरी ज़िंदगी में शामिल है

LYRICS:
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai ye aasmaan ye badal ye raste ye hava ye aasmaan ye badal ye raste ye hava har ek chiz hai apni jagah thikane pe kai dino se shikayat nahi zamane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai har ek phul kisi yaad sa mahakta hai har ek phul kisi yaad sa mahakta hai tere khayaal se jaagi hui fizaaye hai ye sabz ped hai yaa pyaar ki duaaye hai tu paas ho ki nahi phir bhi tu mukaabil hai jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai har ek shay hai muhabbat ke nur se roshan har ek shay hai muhabbat ke nur se roshan ye roshni jo na ho jindagi adhuri hai raah-e-wafa me koi hamsafar jaruri hai ye rasta kahi tanha kate to mushkil hai jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai