SONG: Tu Humko Dekh Aur Hamari Nazar Se Dekh - तू हमको देख और हमारी नज़र से देख

Tu Humko Dekh Aur Hamari Nazar Se Dekh - तू हमको देख और हमारी नज़र से देख

LYRICS:
tum hamko dekh aur hamari najar se dekh mithi adaa se pyar se pyari najar se dekh tum hamko dekho rangat gulo se chand se ujali si chandani bulbul se tarane diye koyal se ragini rangat gulo se chand se ujali si chandani sab husne dil fareb kiye more ji bani tum hamko dekho, tum hamko dekho hum wo nahi ke ho na asar jinki chah me ye yad rakh ke tu hai hamari rah me hum wo nahi ke ho na asar jinki chah me lekin hai ek sart mohabbat ki raho me tum hamko dekho, tum hamko dekho phulo se khelna hai baharo se aake mil milne ki baat hai ye jara muskura ke mil phulo se khelna hai baharo se aake mil ae hoshdar hosh ka parda utha ke mil tum hamko dekho tum hamko dekho aur hamari najar se dekh mithi ada se pyar se pyari najar se dekh tum hamko dekho