SONG: Tu Hi Woh Hasin Hai, Jiski Tasvir Khayalo Me - तू ही वो हसीन हैं, जिसकी तस्वीर ख्यालों में

Tu Hi Woh Hasin Hai, Jiski Tasvir Khayalo Me - तू ही वो हसीन हैं, जिसकी तस्वीर ख्यालों में

LYRICS:
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai jiski tasvir khayalo me muddat se bani hai tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai jiski tasvir khayalo me muddat se bani hai tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai rukhe roshan pe zulfe bikhraye huye jaise chanda pe badal ho chhaye huye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kahne laga maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kahne laga dhundhe nazare jise din rat koi aur nahi hai tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai meri aawara tabiyat ko ek rahe mast mil gayi ab na mai tarsunga rahat ko mujhe khawabo ki manjil mil gayi sangemarmar ki murt hai tarashi huyi meri aankho ko barso me taslli huyi maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kahne laga maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kahne laga aisi hi kisi murt ki mere mandir me kami hai tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai jiski tasvir khayalo me muddat se bani hai tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai