SONG: Tu Hai Ya Nahi Bhagwan, Kabhi Hota Bharosa, Kabhi Hota Bharam - तू हैं या नहीं भगवान कभी होता भरोसा कभी होता भ्रम

Tu Hai Ya Nahi Bhagwan, Kabhi Hota Bharosa, Kabhi Hota Bharam - तू हैं या नहीं भगवान कभी होता भरोसा कभी होता भ्रम

LYRICS:
tu hai ya nahi bhagwan tu hai ya nahi bhagwan kabhi hota bharosa kabhi hota bharam pada ulajhan me hai insan kabhi hota bharosa kabhi hota bharam pada ulajhan me hai insan mat ulajhan me pad insan tere soche bina jab hota hai sab to samjh le kahi hai bhagwan mat ulajhan me pad insan mat ulajhan me pad insan tu hai ya nahi bhagvan tu hai ya nahi bhagvan woh hai agar toh kyo na dikhayi de kaisi ye ulati rit hai jhutha hai wo uske jhuthe hi bhay se jhutha jagat bhayabheet hai ghan ghan garajati huyi ye ghataye kisaka sunti geet hain lehrate sagar ki laharo me gunje kiska amar sangeet hai kiska amar sangeet hai jo data hai sabka mahan diya jisne janam diya jisne ye tan kyo na usko saka tu pehchan mat ulajhan me pad insan tu hain ya nahi bhagwan tu hain ya nahi bhagwan balak ki mata roti hai kyu ho ho balak ki mata roti hai kyu anahoni jag me hoti hai mandir me deep jalate hain jo unake ghar ki bujhati jyoti hai kyo anahoni jag me hoti hai kyo jivan maran hani aur fayada karmo ka phal hai uska bhi kayada insan ki kuchh bhi chalati nahi karani apani kabhi talati nahi bhakti ke bhav se usako tu jan le shraddha kee aankho se usko tu pehchan le hota nahi kya achambha bada aakash kisake sahare khada phulo me rang jharano me tarang dharati me umang jo uthata wo kaun kya tum badal me bijali pahado me phul jo khilata wo kaun kya tum wo hai sarvashaktiman kan kan me base par na dikhayi de uski shakti ko tu pehchan mat ulajhan me pad insan mat ulajhan me pad insan tere soche bina jab hota hai sab to samjh le kahi hai bhagwan mat ulajhan me pad insan mat ulajhan me pad insan