SONG: Tu Hai Harjai To Apna Bhi Yehi Taur Sahi - तू है हरजाइ तो अपना भी यही तौर सही

Tu Hai Harjai To Apna Bhi Yehi Taur Sahi - तू है हरजाइ तो अपना भी यही तौर सही

LYRICS:
tu hai harjai to apna bhi yahi taur sahi tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi tu hai harajai to apna bhi yahi aur sahi tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi tu nahi aur sahi badi lambi hai zami, milenge laakh hasi badi lambi hai zami, milenge laakh hasi sari duniya me sanam tu akela hi nahi sari duniya me sanam tu akela hi nahi jaam aankho ke bahut hai, kahi ek daur sahi tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi tu nahi aur sahi mujhse tu aankh mila, kya kami hai ye bata mujhse tu aankh mila, kya kami hai ye bata tujh pe umid-e-vafa ban gai ek khata tujh pe umid-e-vafa ban gai ek khata pyar auro ka salamat hai, tera jaur sahi tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi tu nahi aur sahi, tu nahi aur sahi