SONG: Tu Dekh Zara Gar Dekh Sake - तू देख जरा गर देख सके

Tu Dekh Zara Gar Dekh Sake - तू देख जरा गर देख सके

LYRICS:
dekh zara tu dekh zara dekh zara agar dekh sake apne bando ka haal dekh zara khuda bane daulat wale hai inki aaj khudai khuda bane daulat wale hai inki aaj khudai lut gaye hum kitne muklik ae malik teri duhai hum bhi hai insaan tere kar itna kabhi khyal dekh zara aaj khule bazaaro me insaan bika jata hai aaj khule bazaaro me insaan bika jata hai tere naam pe aaj tera imaan bika jata hai tu saka na tu ye bhi sone chandi ka jaal dekh zara foonk na de teri duniya ko kahi hamari aahe foonk na de teri duniya ko kahi hamari aahe nauch na le ye chand sitaare badh ke hamari baanhe ho na jaye jaat hamari naam tera parmat dekh zara tu dekh zara dekh zara agar dekh sake apne bando ka haal dekh zara