SONG: Tu Danw Lagade Jan Ka - तू दाँव लगादे जान का

Tu Danw Lagade Jan Ka - तू दाँव लगादे जान का

LYRICS:
dar kya hai tufan ka leke nam bhagwan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka aalsi insan ka jina hai kis kam ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka sacha hai saput to julmo ko thokar mar de nyay ki khatir tu apna sir utar de apna sir utar de moka hai blidan ka tere imtihan ka danw lagade jaan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka dushmano se aaj adhikar tu badke chhin le adhikar tu badhke chhin le jalimo ke hath se talwar badke chhin le talwar badke chhin le tod de muh se pan ka anyay abhiman ka danw lagade jaan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka tham le jo maut ko usko bhi tu lalkar de aajadi ki rah par tu jaan apni har de achha hai insan ka jina marna shan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka