SONG: Tu Bodhisatv - तुम आये इस जनता मे समता और ममता की जोत जगाये

Tu Bodhisatv - तुम आये इस जनता मे समता और ममता की जोत जगाये

LYRICS:
tum aaye is janta me samta aur mamta ki jot jagaye baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv tum aaye is janta me samta aur mamta ki jot jagaye baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv sanghrsh se tune badli kahani manvta ke tu hai jinda nishani sanghrsh se tune badli kahani manvta ke tu hai jinda nishani tufan tu vidwaan tu dhara virudh tera balibaan tu todi mano ki diware baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv likhi aesi ghatna kahi bhi na ho jisme anyay vismta garibi na ho likhi aesi ghatna kahi bhi na ho jisme anyay vismta garibi na ho budhi ka uncha samman tu hum tere lulare dayawan tu jiwan humare saware baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv tum aaye is janta me samta aur mamta ki jot jagaye baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv tu bodhisatv