SONG: Tu Bhi Jalta Mai Bhi Jalta - तू भी जलता मैं भी जलती

Tu Bhi Jalta Mai Bhi Jalta - तू भी जलता मैं भी जलती

LYRICS:
tu bhi jalta main bhi jalti dono ki ek kahani dono ki ek kahani tu bhi jalta main bhi jalti dono ki ek kahani dono ki ek kahani tu hriday me aag chhipaye main ankho me pani dono ki ek kahani auro ke sach hote honge mera swapn to raha adhura ho raha adhura saath nibhane ka wada tha wo bhi hua na pura wo bhi hua na pura nain milaye dukh milta hain nain milaye dukh milta hain preet ki reet ye jani dono ki ek kahani tu bhi jalta main bhi jalti dono ki ek kahani dono ki ek kahani aaj kal ki raat aaj hi nikle tare aaj hi nikle tare aaj kal ki raat aaj hi nikle tare aaj hi nikle tare dekh wahi ab saath nahi jo bigadi baat sanware dur huyi ab manjil apni dur huyi ab manjil apni raah huyi anjani dono ki ek kahani tu bhi jalta main bhi jalti dono ki ek kahani dono ki ek kahani