SONG: Tu Apne Man Ka Deep Jala Aur Sabko - तू अपने मन का दीप जला और सबको

Tu Apne Man Ka Deep Jala Aur Sabko - तू अपने मन का दीप जला और सबको

LYRICS:
tu apne man ka deep jala tu apne man ka deep jala aur sabko sachchi raah dikha tu apne man ka deep jala aur sabko sachchi raah dikha tu apne man ka deep jala aehsan saharo ka mat le aehsan saharo ka mat le khud apne man ko deepak la khud apne man ko deepak la tu raste ki har thokar ko tu raste ki har thokar ko kadmo se phul banata ja kadmo se phul banata ja rukna na kabhi jhukna na kabhi tu aage kadam badhata ja tu aage kadam badhata ja tu hansta ja tu gaata ja tu hansta ja tu gaata ja tu apne man ka deep jala ye sari duniya teri hai ye sari duniya teri hai sab chand sitare tere hai sab chand sitare tere hai tu baalak hai tu malik hai tu baalak hai tu malik hai teri hansi mein lakh sawere hai teri hansi mein lakh sawere hai do hatho mein takdeer liye do hatho mein takdeer liye tu sabka ghaat banata ja tu sabka ghaat banata ja tu apne man ka deep jala