SONG: Tu Aisa Kaisa Mard Barf Sa Sard - तू ऐसा कैसा मर्द बर्फ सा सर्द

Tu Aisa Kaisa Mard Barf Sa Sard - तू ऐसा कैसा मर्द बर्फ सा सर्द

LYRICS:
tu aisa kaisa mard barf sa sard tune kya thani tu aisa kaisa mard barf sa sard tune kya thani jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani tu aisa kaisa mard barf sa sard tune kya thani jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani jara dekh to iski garam mom si pighali jaye jawani chouthe roj naha ke main to badal rahi thi sadi ho badal rahi thi sadi chouthe roj naha ke main to badal rahi thi sadi tu aaya ke main ghabarai ke hay fisal padi meri sadi vo aaya ke ye ghabarai ke hay fisal padi ye sadi tu aankh mich ke khada bana muh aisa gunguna raha jo hanuman chalisa main bich se kat gai ho gai pani pani pani hay pani pani pani main bich se kat gai ho gai pani pani pani jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani tu aisa kaisa mard barf sa sard tune kya thani jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani jara dekh to iski garam mom si pighali jaye jawani