SONG: Tota Bola - तोता बोला मोरे कान्हा कहलाते मन मोहन

Tota Bola - तोता बोला मोरे कान्हा कहलाते मन मोहन

LYRICS:
tota bola more kanha kahlate man mohan tota bola more kanha kahlate man mohan boli maina, boli maina, wo mohan hain radha jisne sang samajhle radha jisne sang boli maina, wo mohan hain radha jisne sang samajhle radha jisne sang tota bola more kanha ke sar par mor pakha hain tota bola more kanha ke sar par mor pakha hain boli maina more pankh par radha naam likha hai dekho radha naam likha hai boli maina more pankh par radha naam likha hai dekho radha naam likha hai tota bola more kanha ki hilti rahti choti tota bola more kanha ki hilti rahti choti maina boli choti radha ke charno par leti radha ke charno par loti maina boli choti radha ke charno par leti radha ke charno par loti tota bola kanha ki banshi gaati subh shaam tota bola kanha ki banshi gaati subh shaam maina boli banshi gaati maina boli gaati radha ji ka naam nahi wo banshi hai nakaam maina boli banshi gaati maina boli gaati radha ji ka naam nahi wo banshi hai nakaam