SONG: Tore Sang Prit Kee Dori - तोरे संग प्रीत की डोरी

Tore Sang Prit Kee Dori - तोरे संग प्रीत की डोरी

LYRICS:
ye sajna balma tore sang prit hamari tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori balam nam ki odhe chunariya ghumu ban ban prem dagariya ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori balam nam ki odhe chunariya ghumu ban ban prem dagariya ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori sawan ke jhule ambawa ki deriya panghat ka pani yad dilaye bisari bate birah mein bahi main divani karvat le bite ratiya mori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori balam nam ki odhe chunariya ghumu ban ban prem dagariya ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori gili bunde le angdayi tute badal kare gili bunde le angdayi tute badal kare jitne aansu the ankhiya mein khatam huye ab sare rahiya taku har ratiya tori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori balam naam ki odhe chunariya ghumu ban ban prem dagariya ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori