SONG: Tore Prakash Se Naash Ho Sakal Ahankar - तोरे प्रकाश से नाश हो सकल अहंकार

Tore Prakash Se Naash Ho Sakal Ahankar - तोरे प्रकाश से नाश हो सकल अहंकार

LYRICS:
tore prakash se naash ho sakal ahankar tore prakash se naash ho sakal ahankar apne sewa yog banao apne sewa yog banao teri nahi tore prakash se naash ho sakal ahankar milan ki saanjh ho dukh door saari badhaye ho jaaye door milan ki saanjh ho dukh door saari badhaye ho jaaye door hriday ke taaro me goonj uthe hriday ke taaro me goonj uthe ghambheer madhur jhankaar tore prakash se naash ho sakal ahankar