SONG: Toota Hua Dil Le Ke Chale - टुटा हुआ दिल लेके चलें, अपने वतन से

Toota Hua Dil Le Ke Chale - टुटा हुआ दिल लेके चलें, अपने वतन से

LYRICS:
tuta hua dil leke chale, apne watan se saiyad ne bulbul ko nikala hai, chaman se tuta hua dil leke chale phulo me basera tha, use aag lagakar phulo me basera tha, use aag lagakar par kaat ke saiyad ne, beghar bana kar par kaat ke saiyad ne, beghar bana kar bulbul ko juda kar diya bulbul ke chaman se saiyad ne bulbul ko nikala hai, chaman se tuta hua dil leke chale aankho me chhalakte huye ashqo ki jabani duniya ko sunate huye, gurbat ki kahani ghabra ke sitamgaar, zamane ke chalan se tuta hua dil leke chale, apne watan se saiyad ne bulbul ko nikala hai, chaman se tuta hua dil leke chale kisko dil e barbad ki rutdad sunaye kisko dil e barbad ki rutdad sunaye hai kaun, jise jake ye fariyad sunaye hai kaun, jise jake ye fariyad sunaye allah kare