SONG: Toot Gayi Khushiyo Ki Mala - टूट गयी खुशियों की माला

Toot Gayi Khushiyo Ki Mala - टूट गयी खुशियों की माला

LYRICS:
mujhe maaf kar do shyam main tumhe is janam me to nahi mil saki lekin agale janam me jarur milungi main tumhara intajaar karungi tut gayi khushiyo ki maala bikhar gaye sab moti pyaar ke phul bane angaare bichhad gayi mri jyoti o duniya ke maalik o duniya ke maalik hay o duniya ke maalik kya insaaf hain tere ghar ka ye hai khel mukaddar ka hay khel mukaddar ka ye hai khel mukaddar ka hay khel mukaddar ka