SONG: Toot Gayi Dali - टूट गई डाली बिखर गए तिनके

Toot Gayi Dali - टूट गई डाली बिखर गए तिनके

LYRICS:
tut gayi daali bikhar gaye tinke ab kaha basera apna chand ghira badali mein tare tut gaye kathin dagariya pag dole mere sathi chhut gaye ab kaha basera apna na aankh hoti na koi chubhta na ranj hote na pyar hote kasam tumhari na tum pe marte na dil lagate na khwar hote chand ghira badali mein tare tut gaye