SONG: Too Dhundhata Hai Jisako Bastee Me - तू ढूँढता है जिसको बस्ती मे आ के वन मे

Too Dhundhata Hai Jisako Bastee Me - तू ढूँढता है जिसको बस्ती मे आ के वन मे

LYRICS:
tu dhundhta hai jisko basti me aake ban me wo saanvra salona rahta hai, rahta hai tere man me tu dhundhta hai masjid me mandiro me parvat ki kankado me masjid me mandiro me parvat ki kankado me nadiyo ke paaniyo me, gahre samandro me lehra raha hai wo hi, khud apne baankpan me khud apne baankpan me wo saanvra salona rahta hai, rahta hai tere man me tu dhundhta hai har jarre me rama hai, har phul me basa hai har jarre me rama hai, har phul me basa hai har chij me usika jalva jhalak raha hai harkat wo kar raha hai, har ik ke tan badan me har ik ke tan badan me wo saanvra salona rahta hai, rahta hai tere man me tu dhundhta hai