SONG: Tohot Gaya Dil Ab Kya Gaoon

Tohot Gaya Dil Ab Kya Gaoon

LYRICS:
toot gaya dil ab kya gaoon toot gaya dil ab kya gaoon ek andhera chhaya hai bolo tum kya kabhi kisi ne bolo tum kya kabhi kisi ne toota saaj bajaya hai toot gaya dil aks nahi hai aankho me ye moti hai aaj mano ki ye moti hai aaj mano ki yaad kisi ki yaad kisi ki aayi hai dard se dil bhar aaya hai bolo tum kya kabhi kisi ne toota saaj bajaya hai toot gaya dil kahan wafa hai kahan mohbbat dhokha hai sab dhokha hai dhokha hai sab dhokha hai nasamjha dil nasamjha dil hay nasamjha dil kitna hi samjhaya bolo tum kya kabhi kisi ne toota saaj bajaya hai toot gaya dil