SONG: Todd Ke Do Naino Ka Tala (Kaha Chali Goriya) - ओ कहाँ चली कहाँ चली

Todd Ke Do Naino Ka Tala (Kaha Chali Goriya) - ओ कहाँ चली कहाँ चली

LYRICS:
o kaha chali kaha chali kaha chali re goriya tod ke do naino ka tala jisne dil pe daka dala mai to wari wari jaau aise kise chod ke mai to wari wari jau aise kise chod ke tod ke do naino ka tala jisne dil pe daka dala mai to wari wari jawu aise kise chod ke mai to wari wari jaau aise kise chod ke banke sapna banke apna aaya more angna banke sapna banke apna aaya more angna jag uthi soyi payaliya khanka mora kangna jag uthi soyi payaliya khanka mora kangna dekh ke jiska rup nirala apna ghungat ugada mai to wari wari jaau aise kise chod ke mai to wari wari jaau aise kise chod ke tod ke do naino ka tala jisne dil pe daka dala mai to wari wari jaau jab se lage nain piya se tab se nain na lage jab se lage nain piya se tab se nain na lage ab se hai ye haal jiya ka to kya hoga aage ab se hai ye haal jiya ka to kya hoga aage jor se dhadka dil matvala ho gaya jo tha hone wala mai to wari wari jaau aise kise chod ke mai to wari wari jaau aise kise chod ke tod ke do naino ka tala jisne dil pe daka dala mai to wari wari jaau aise kise chod ke mai to wari wari jau aise kise chod ke