SONG: Tod Ke Radha Ka Rota Dil - तोड़ के राधा का रोता दिल

Tod Ke Radha Ka Rota Dil - तोड़ के राधा का रोता दिल

LYRICS:
tod ke radha ka rota dil chhodke sang ki sakhiya kaun chala re ye nirmohi, roye sab ki ankhiya jamuna roye kadam bhi roye man madhuvan me shyaam dhale gokul se ghanshyaam chale, gokul se ghanshyaam chale jamuna roye kadam bhi roye man madhuvan me shyaam dhale gokul se ghanshyaam chale, gokul se ghanshyaam chale suna hai jasoda ka aangan, suni hai gokul ki galiya suna hai jasoda ka aangan, suni hai gokul ki galiya ab na sunaayidegi biraj me, manmohan ki madhur murliya ab na raseela raas rachega, nile nile gagan tale gokul se ghanshyaam chale, gokul se ghanshyaam chale jamuna roye kadam bhi roye man madhuvan me shyaam dhale gokul se ghanshyaam chale, gokul se ghanshyaam chale gopala gopala kahake roye vrindaavan saara gopala gopala kahake roye vrindaavan saara gaiya maiya ki ankhiyon se jharti hai karuna ki dhara krur vidhata kaale kaale lekh kisi se nahi tale gokul se ghanshyaam chale, gokul se ghanshyaam chale jamuna roye kadam bhi roye man madhuvan me shyaam dhale gokul se ghanshyaam chale, gokul se ghanshyaam chale ghanshyaam chale ghanshyaam chale ghanshyaam chale ghanshyaam chale, ghanshyaam chale, ghanshyaam chale