SONG: Tod Diya Dil Tune Sawariya - तोड़ दिया दिल तूने साँवरिया

Tod Diya Dil Tune Sawariya - तोड़ दिया दिल तूने साँवरिया

LYRICS:
kya dekha hai kya dekhenge kya kya nahi dekha aankho ne magar aisa tamasha nahi dekha tod diya dil tune sanwriya bali umar mein bhigi chundariya tod diya dil tune sanwriya tan ko jalaye aag ye man ki laagi najariya kis sautan ki tan ko jalaye aag ye man ki laagi najariya kis sautan ki lut gayi aake tori nagriya tod diya dil tune sanwriya bhayi bairan kajarari ratiya badali aisi kahe ko ankhiya bhayi bairan kajarari ratiya badali aisi kahe ko ankhiya ho harjai kya thi khabriya tod diya dil tune sanwriya jaise abhi ho waise nahi the raam kasam tum aise nahi the jaise abhi ho waise nahi the raam kasam tum aise nahi the jaani naa tune mori kadriya tod diya dil tune sanwriya bali umar mein bhigi chundariya tod diya dil tune sanwriya