SONG: Tinak Tinak Shringar Karoon - तिनक तिनक श्रृंगार करूँ

Tinak Tinak Shringar Karoon - तिनक तिनक श्रृंगार करूँ

LYRICS:
saans ki har lau se teri raushan main aangan karun saans ki har lau se teri raushan main aangan karun taara ban dharti pe chamke tinak tinak sringaar karun veer sinduri maathe rachun tinak tinak sringaar karun veer sinduri maathe rachun baati jeevan ki bujh na jaaye mere aanchal se door na jaaye baati jeevan ki bujh na jaaye mere aanchal se door na jaaye natkhat natkhat teri panw ki karwat se teri saanso ko main aaj sunu tere hone ki in saanso ko mutthi mein apni kaid karun saans ki har lau se teri veer sinduri maathe rachun tinak tinak sringaar karun veer sinduri maathe rachun darpan mein hai teri jeevan ki baati jal bujh, jal bujh yaadein teri sataati darpan mein hai teri jeevan ki baati jal bujh, jal bujh yaadein teri sataati band rakhun tujhe palkon pe main na tujhe jaane doon saans ki har lau se teri veer sinduri maathe rachun tinak tinak sringaar karun veer sinduri maathe rachun