SONG: Tim Tim Chamka Jhilmil Tara Pucha Maine - टीम टीम चमका झिलमिल तारा पूछा मैंने

Tim Tim Chamka Jhilmil Tara Pucha Maine - टीम टीम चमका झिलमिल तारा पूछा मैंने

LYRICS:
tim tim chamka jhilmil tara pucha maine tare se bol mere pyare bada ho ke mai kya banunga vo bola ishare se, kya tim tim chamka jhilmil tara pucha maine tare se bol mere pyare bada ho ke banunga kya vo bola ishare se kuch bhi banega tu sun mere raja hotho pe dhun hogi hath me baja kuch bhi banega tu sun mere raja hotho pe dhun hogi hath me baja bitega tera jivan kisi meet preet sangeet sahare se tim tim chamka jhilmil tara pucha maine tare se bol mere pyare bada ho ke banunga vo bola ishare se bichad jate hai diya aur bati na sath kabhi chhod e ye geet aisa sathi bichad jate hai diya aur bati na sath kabhi chhod e ye geet aisa sathi bacho tumhara denge din raat sath ye sur saat pyare re sa re ga ma re ni sa sa re ga ma re ni sa tim tim chamka jhilmil tara pucha maine tare se bol mere pyare bada ho ke banunga vo bola ishare se