SONG: Thokar Naseeb Ki Jo Kha Kar Bhi Muskuraye - ठोकर नसीब की जो खा कर भी मुस्कुराए

Thokar Naseeb Ki Jo Kha Kar Bhi Muskuraye - ठोकर नसीब की जो खा कर भी मुस्कुराए

LYRICS:
thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye ik roz badhke manjil ik roz badhke manjil usko lagaye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye ye ranj ye musibat kissa hai jindagi ka ye ranj ye musibat kissa hai jindagi ka gum ko khushi banana hai kam aadmi ka gum ko khushi banana hai kam aadmi ka insan kya jo gum se insan kya jo gum se ghabrake baith jaye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye ik roz badhke manjil ik roz badhke manjil usko lagaye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye har rat ki subah hai har sham ka sawera har rat ki subah hai har sham ka sawera rukna na rashte me manjil hai tera dera rukna na rashte me manjil hai tera dera har ek nayi musibat har ek nayi musibat himmat teri badhaye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye ik roz badhke manjil ik roz badhke manjil usko lagaye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye thokar nasib ki jo khakar bhi muskuraye