SONG: Thodee Thodee Piya Karo - ये इन्तजार गलत है की शाम हो जाये

Thodee Thodee Piya Karo - ये इन्तजार गलत है की शाम हो जाये

LYRICS:
ye intejar galat ki sham ho jaaye jo ho sake to abhi dour ae jaam ho jaaye mujhe jaise rind ko bhi tune hashar me ya rab bula liya hai toh kuch intejam ho jaaye hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo piyo lekin rakho hisab, ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo hui mahangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo gum ka dour ho ya ho khushi, sama bandhti hai sharab gum ka dour ho ya ho khushi, sama bandhti hai sharab gum ka dour ho ya ho khushi, sama bandhti hai sharab ek mashwara hai janab thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya funkh dale jo jigar ko sharab ,ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo, thodi thodi piya karo hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo dilbar ki baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha dilbar ki baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha dilbar ki baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha may se badkar uska shabaab, ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo hui mehangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo piyo lakin rekho hisab , ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo, ke thodi thodi piya karo hui menangi bahut hi sharab, ke thodi thodi piya karo