SONG: Thirchi Nazar Se Yun Na Dekh - तिरछी नज़र से यूँ ना देख

Thirchi Nazar Se Yun Na Dekh - तिरछी नज़र से यूँ ना देख

LYRICS:
tirchhi nazar se yun na dekh palat palat ke yun na dekh mar jaaye raahon mein dilwale aisi nazar se tu na dekh tirchhi nazar se yun na dekh palat palat ke yun na dekh mar jaaye raahon mein dilwale aisi nazar se tu na dekh o hasin jalpari aankh hain surma bhari chaal se baras rahin hain mastiyaan yun nazar utha na tu aise muskura na tu dil pe gir padengin lakh bijliyaan aashiqo mein hum to hain nek palat palat ke yun na dekh mar jaaye raahon mein dilwale aisi nazar se tu na dekh ye bhanve kamaam hai ismein laakh baan hai chal gaye to sabki jaan jaayegi husn ki ye mehfilein ishq ki ye manzilen suni suni phir to rah jaayengi dil mera indian make palat palat ke yun na dekh mar jaaye raahon mein dilwale aisi nazar se tu na dekh raahi tere waaste bhul rahe hain raaste tujhko paana ek haseen khwaab hai tu hai phul pyaar ka geet hai bahaar hai husn waale tera kya jawaab hai mit rahaa hai koi tujhpe to koi ek palat palat ke yun na dekh mar jaaye raahon mein dilwale aisi nazar se tu na dekh tirchhi nazar se yun na dekh palat palat ke yun na dekh mar jaaye raahon mein dilwale aisi nazar se tu na dekh tirchhi nazar se yun na dekh