SONG: Thi Mujhse Aaj Tak Ye Haqiqat Chupi Hui - थी मुझसे आज तक, ये हक़ीकत छुपी हुई

Thi Mujhse Aaj Tak Ye Haqiqat Chupi Hui - थी मुझसे आज तक, ये हक़ीकत छुपी हुई

LYRICS:
thi mujhse aaj tak, ye haqiqat chhupi hui karta tha koi mujhse, mohabbat chhupi hui thi mujhse aaj tak, ye haqiqat chhupi hui jaise main unki yaad me rahti thi bekarar rahti thi bekarar unke bhi dil me thi meri chah ha to chhupi hui ek chand the wo ek chand the wo dil ki thi badal me chandani thi badal me chandani ek phul the wo jinki thi rangat chhupi huyi ??? andhere me aaj tak andhere me aaj tak meri najar se thi meri kismat chhupi hui karta tha koi mujhse, mohabbat chhupi hui thi mujhse aaj tak, ye haqiqat chhupi hui